Avani lakhara wins gold medal in Tokyo Paralympics

Avani lakhara baani pehli Bhartiya mahila jinhone Paralymics mein shooting mein gold medal jeeta.

Tokyo Paralympics mein gold medal jeet kar Avani lakhara bani bharat ke pehli gold medal jeetne wali mahila shooter. 19 saal ki Avani lakhara ne mahilaon ke 10 meter raifal ke class SH 1 mein pehli position apne naam ki. Aur saath hi 249.6  ka naya Paralympics record bhi banaya. PM modi ne tweet ke jariye Avani ko badhai di.

IMG 20210830 113953
Avani lakhara

Yogesh kathuniya ne india ko disc throw mein silver medal dilaya. Javelline throw  mein Devendra janhajhariya me silver medal jeeta. Sundar Singh Gurjar ko bronze medal mila.

Tokyo Paralympics ki gold madlist Avani jaipur ke rehne wali hai. Avani 2012 mein ek car accident mein spinal cord mein chot lagi aur ishi ke baad Avani ka shooter baane ka safar suru hua. Avani fourth indian athelete hai jinhone Paralympics mein gold jeeta. Apni ne apne shooter banne ke piche apne papa aur gold medalist Abhinav Bindra ki book A shot at history ko bataya. Unhone ish book A shot at history ke jariye kaafi kucha sikha.

IMG 20210830 113923
Avani lakhara

Paralympics mein gold medal jeetne ke bad kaha ” I can’t describe my feeling, I am feeling like I am on top of the world”.

Iske alawa Avani lakhara me kaha ki “I am so happy I could be the one contribute it. Hopefully there is a lot of medals more to come.

Bakai Avani lakhara ka Paralympics mein pradarshan adbhut hai. Asha krte hai ese aur gold wo india ke naam kare.

Q

Leave a Reply

%d