National Film awards Kangna Ranaut ne jeeta best actress award

National Film awards Kangna Ranaut, manoj Bajpai aur Dhanus ne jeeta award.

67th National Film award  22 March 2021 ko aayojit kiya gaya. Ye national award 3 may 2020 ko hone ke wala tha par covid – 19 ki wajh se postpone kar diya gaya.

67th nation film awards mein ek bar firr Kangana Ranaut ko film Manikarnika: The Queen of Jhansi ke liye unhe best actress ka award diya gaya.unki film Manikarnika ke liye unki acting ko kafi sarha gaya. 66th National award ki best actress ka award bhi Kangna Ranaut ko hi mila tha.

IMG 20210323 010027
National film best actress award Kangna Ranaut

Best actor ka award hindi film ke actor manoj Bajpai aur tamil film ke actor Dhanus ko diya gaya.manoj Bajpai ko film ‘bhonsle’ aur Dhanus ko film ‘Asuran’ ke liye best actor ka award diya gaya.

IMG 20210323 010044
National Film best actor award Manoj Bajpai aur Dhanus.

National film awards ki selection process.

Nation film awards ka selection kafi saare factors ko dhyna mein rakh nomination list tyar ki jati hai ye poore saal ki sabhi film featured aur non featured film jo central board of film certification ke dwara certified ki jati hai. In saari film ke public review, news articles, story, social impression, magazine, saare factors ko dekhke select kiya jata hai

67th National Film award ki full list

Best film friendly state – sikkim.

Featured films –

CatogeryGolden Lotus Award.

Best featured film – Marakkar: Arabikadalinte Sinham (malayalam).

Best Direction – Bahattar Hoorain (Hindi).

Best Debut Film of a Director – Helen (malayalam).

Best Popular Film Providing Wholesome Entertainment – Maharshi (Telgu).

Best Children’s film – Kastoori ( Hindi).

Category – Silver Lotus Award.

Best Feature Film on National Integration – Taj Mahal (Marathi).

Best Film on Other Social Issue – Anandi Gopal (Marathi).

Best Film on Environment/Conservation/Prevention – Water Burial (Monpa).

Best Actor – Manoj Bajpai Film Bhonsle (hindi) aur Dhanush Film Asuran (Tamil).

Best Actress – Kangna Ranaut Film Manikarnika: The Queen of Jhansi of ki Rani gaur Panga (Hindi).

Best Supporting Actor – Vijay Setupathi Film Super Deluxe (Tamil).

Best Supporting Actress – Pallavi Joshi Film The Tashkent Files (Hindi).

Best Child Artist – Naga Vishal Film KD (Tamil).

Best Male Playback Singer – B Praak Film Kesari Teri Mitti song (Hindi).

Best Female Playback Singer – Savani Ravindra Film Bardo Raan Petala song (Marathi).

Best Cinematography – Girish Gangadharan film Jallikattu.

Best screen play writer – Kaushik Ganguly Film Jyeshthoputro.

Best Screenplay Dialogues – Vivek Ranjan Agnihotri Film The Tashkent Files (Hindi).

Best Choreography – Maharshi (Telgu film).

Best Makeup Artist – Ranjit Film Helen.

Best music Direction – D.Imman Film Vishwas.

Best Costume Design – Marakkar: Arabikadalinte Simham.

Non Featured Film –

Best non Featured film – An Engineered Dream (hindi).

Best Direction – knock knock knock.

Leave a Reply

%d