Sumit Antil wins one more gold medal for india

Sumit Antil javelline thrower ne Tokyo Paralympics 2021 mein gold medal jeeta.

IMG 20210830 214702
Sumit Antil Tokyo Paralympics 2021 gold medalist.

Sumit antil ne Tokyo Paralympics 2021 mein india ke liye seventh medal jeeta. Sumit antil jo ek behtreen javelline thrower hai ab olampics ke bad Paralympics mein bhi javelline throw mein ek or gold medal india ke naam kiya. Unki ish behtreen pradarshan me liye pm modi ne Sumit Antil ko tweet ke jariye badhai di.

Pm modi ne tweet ke jariye Sumit Antil ko kaha “Our athletes continue to shine at the #Paralympics! The nation is proud of Sumit Antil’s record-breaking performance in the Paralympics. Congratulations Sumit for winning the prestigious Gold medal. Wishing you all the best for the future”.

Sumit Antil ke gold medal jeetne ke bad Haryana government ne Sumit Antil ke liye 6 crore rupees aur government job announcement ki.

IMG 20210830 214719
Sumit Antil Tokyo Paralympics 2021

Sumit Antil ka 2015 mein ek bike accident se left leg broke ho gya tha. Iske bad antil ne Tokyo Paralympics class T64  mein world record WR 68.55 m ke sath gold medal jeeta.

Sumit Antil ki ish shandaar jeet ke bad Olympics gold medalist neeraj chopra me Sumit Antil ko badhai di or kaha “shandaar performance bhai”.

Sumit antil ka janam 6 July 1998 ko khewda sonipat mein hua. Sumit antil ka zodiac sign cancer hai. Uhone kabhi bhi apne parents aur family ke baare mein kuch share nhi kiya. Sumit antil ka hair clour black hai. unke shoes size 11 us hai. Sumit Antil ne apni schooling private school se complete ki. Sumit ka left leg ghutne ke neeche se toota hua hai. Iske bad bhi unhone sport mein apna career chuna. Sumit antil go sport foundation ko support krte hai.  2017 mein Sumit me apni training suru ki iske bad kafi hard work ke bad go sports ne 2019 mein para champion Sumit ko introduce kiya iske bad Sumit 2021 mein Tokyo Paralympics mein gold medal jeeta.

Leave a Reply

%d